There should be no lack of grandeur, and welcome Guddu Bhaiya, who is coming to claim the throne of Mirzapur. Hold your breath because Mirzapur Season 3 is coming on July 5th on Prime Video. In this season, you’ll get plenty of action, drama, violence, and Mirzapur Season 3 dialogues that will satisfy your soul.
- In Mirzapur Season 3, how does Kaleen Bhaiya try to save his throne from Guddu?
- What new relationship is developing between Beena Tripathi and Guddu?
- What is Kaleen Bhaiya planning to do that he has never done before?
There are many more questions of this kind whose answers are hidden in this show. But until then, let’s look at some of the best Mirzapur Season 3 dialogues and the previous seasons as well, which will help you understand the chronology easily.
Directed by Karan Anshuman, Gurmeet Singh, and Mihir Desai, the crime, thriller, and action-packed web series Mirzapur Season 3 will feature an impressive cast as always, including Pankaj Tripathi, Ali Fazal, Anjum Sharma, Shweta Tripathi, Rasika Dugal, Vijay Verma, Harshita Gaur, etc.
Mirzapur Season 3 Dialogues: 13 Best Lines and Quotes
1. Nirdosh nagriko ki jaan-maal ki jo haani hui hai uske liye hamara hriday korona se bhar aaya hai.
Korona nahi mama ji, karuna.
Bheyy, hatt bsdk.
2. Chalo re Mexico nikalna hai, are Mirzapur re.
3. Yahi mauka hai logon ko batane ka Kaleen bhaiya gone aur Guddu Pandit on.
4. Mirzapur me power hamesha gaddi ki rahi hai aur moqabla daavedaaro ka. Khel aaj bhi wohi hai bas mohre badal gaye hai.
5. Logon ke beech Kaleen bhaiya ke prati sympathy generate karni hai bas.
6. Bhaymukt pradesh ki shuruwat Guddu ke ant se hogi.
7. Ye samay violence ka nahi consolidation ka hai.
Violence to hamari U.S.P. hai.
8. Purvanchal me jo garmi ka haal hai ek ungli trigger me rakhni padti hai.
Dusri ungli kaha rehti hai?
Dusri ungli dhone-khujane ke liye rakhi hai.
9. Hamara to gunah hi yahi hai ki ham Guddu Pandit ke baap hai.
10. Guddu Pandit ko koi challenge nahi kar sakta ye message pure Purvanchal me goonjna chahiye.
11. Hamko tum chahiye aur tumko Guddu aur Guddu ko Purvanchal, ab kisi ko kuccho nahi milega.
12. Maja aa raha hai, maja aa raha hai.. Yeahhhhh….
13. Ye gaddi, ye parampara babuji ne aur hamne banayi thi. Ab wo karwayenge jo pure Purvanchal ke itihas me aaj tak nahi hua.
Also Read – Kota Factory Season 3 Dialogues and Quotes
Seeing these ‘Mirzapur Season 3 dialogues’ must be making you really excited and giving you butterflies in your stomach, right?
Mirzapur Season 3 Trailer
Watch the show on Prime Video
Mirzapur Season 2 Dialogues
1. Kaleen Bhaiya – Jo aaya hai wo jayega bhi, bass marji hamari hogi.
2. Kaleen Bhaiya – Gaddi par chahe hum rahe ya Munna niyam same hoga.
Munna – Aur hum ek naya niyam add kar rahe hai. Mirzapur ki gaddi par baithne wala kabhi bhi niyam badal sakta hai.
3. Guddu Pandit wapas aa gaye hai aur ab wo jayenge nahi.
4. Guddu Pandit – Agli baar dushman hath me laga to bachega nahi.
5. Sharad – Papa ki virasat ye to nahi ho sakti na ki 2 launde beech chaurahe par unhe maar kar chale jaye?
Uske liye to Mirzapur lena hoga na!
6. Gajgamini – Aaphi ka man tha na ki aapki beti Mirzapur pe raaz kare. Badi naa sahi, choti karegi.
7. Kaleen Bhaiya – Mukhyamantri ji ham personally aapka voting percentage badhwayenge.
CM – Hamare party ki chavi?
Kaleen Bhaiya – Wo bhi thik ho jayegi.
8. Dadda Tyagi bohot bade aadmi hai, bada dabdaba hai unka.
9. Bauji – Sher ke muh ko khoon lag chuka.
Beena – Sher ki umar jyada hai lakin budha nahi hua abhi.
10. Munna – Tumhare dadda ye jab lene jaate hai to sidhi lagti hogi ya khud hi chadh jaate hai?
Bharat – Dadda hote yahi par abhi maa ch*d dete abhi.
Munna – Sudhi to uske liye bhi lagti.
11. Guddu – Bablu aur Sweety ka udhar hai hamp, chukana hai.
12. Guddu – Ab hamko badla bhi lena hai aur Mirzapur bhi.
Mirzapur Season 1 Dialogues
1. Abcdefghujkl…….
Aye Prince Charles, Hindi ka sunao be.
2. Kaleen bhaiya ijjat karte hai log aapki.
Kaleen – Ijjat nahi karte hai darte hai sab.
3. Kaleen- Par dar ka yahi dikkat hai ki kabhi bhi khatam ho sakta hai.
4. Beena – Ek to mushkil se mahine me 1-2 baar kar paate hai. Uper se har baar garam karke thanda hi chor dete hai.
Kaleen – Bohot garmi hai, chakla pe bitha de?
5. Kaleen – Tumhare ye chutiyape kab khatam honge, aise sambhaloge shahar?
Munna – Papa aap ek baar hame Mirzapur run karne ka mauka dekar dekhiye, proud feel honge aap.
6. Bablu – Yaha chij chahiye to sirf ek, power.
7. Munna – Maata ji yaha hai, behen yaha hai. Maa-behen ek karne me aasani hogi.
8. Kaleen – Munna agli baar aapke niwas par pahuche aur aap nahi hue, risk hai.
Guddu – Agli baar Munna bhaiya ghar aaye zinda wapas hi nai laute to? Risk to waha bhi hai Kaleen bhaiya.
9. Guddu – Mirzapur ki ga*d faad kar rakh denge.
10. Munna – Hame badla lena hai unse.
11. Bablu – Hame guns ki madad se dar nahi badhana hai. Dar ki madad se guns badhani hai.
12. Guddu – Shuru majboori me kiye the ab maja aa raha hai.
13. Guddu – Saale horn ga*d me daal denge abhi. Po po po po helicopter banke jaoge kya? Hum baat kar rahe hai na.
14. Guddu – Attack me bhi gun, defence me bhi gun. Hum banayenge Mirzapur ko America.