Kota Factory Season 3 Dialogues

Kota Factory Season 3 Dialogues: 11 best lines from the show

Kota is not just a city, it is a basket that holds the dreams of countless students, and Kota Factory Season 3 Dialogues portrays this very aspect. This city, famous across the country and the world, holds great significance for students who come here to crack exams like IIT and JEE. The streets of this city have witnessed many joys of victory and sorrows of failure. It is this struggle, hard work, despair, and the desire to keep going that has been beautifully depicted in Kota Factory Season 3. Today, we will look at some of the best dialogues from this web series based on students.

On June 20, you will find almost all the previous characters in our beloved show releasing on Netflix, and of course, Jeetu Bhaiya’s unique style is still there. So, let’s take a look at the best and most surprising Kota Factory Season 3 dialogues and all the previous seasons of TVF’s Kota Factory, which will help you understand the life and struggles of students up close.

Kota Factory Season 3 Dialogues and Quotes

1. Jeetu bhaiya has spoken a very sensible thing.

Mujhe lagta hai ki hame successful selections ke sath-sath successful preparation ko bhi celebrate karna chahiye. Jeet ki tayyari nai, tayyari hi jeet hai bhai.

Kota Factory Season 3 Dialogues

2. Jeetu Bhaiya explained very well why the students call him “Bhaiya.”

Jeetu bhaiya kyu? Jeetu sir kyu nai?
Mam kya hai Kota me baccho ke liye sabkuch hota hai. Par ye log sirf JEE aspirants nai hai. Hamlog bhul jaate hain ye log 15-16 saal ke bacche hain. Duniya bhar ke infatuations hai, insecurities hai, teacher daat de to demotivate ho jaate hai, dost ne kuch keh diya to wo inko bura lag jaata hai. Har chij seriously lete hain ye log. Inki responsibility bohot badi chij hai, Jeetu sir nahi le payenge.

Kota Factory Season 3 Dialogues

3. In this dialogue, you can see a student’s frustration.

Pehle kehte hain 11 lakh students ke sath JEE ka exam do aur top 1% me aao. Chalo thik hai maan liya. Phir kehte hai nai nai nai nai….. Isse bhi aapka admission nai hoga uske sath aapko boards me 75% laane honge. Ye kaisa two factor authentication hai be inka?

Kota Factory Season 3 Dialogues

4. Testing oneself is very much necessary.

Are fayda to tab hoga jab tujhe tera satya pata chalega. Test series aur competition batayega ki kaha stand karte ho, kya rank aa rahi hai.

Kota Factory Season 3 Dialogues

5. This woman reveals quite a bitter truth about the Kota city.

Aapko pata to hai ki Kota ‘factory’ ban chuka hai. Jaha pehle dheere-dheere tarash kar baccho ko kaabil banaya jaata tha. Waha ab mass production lag gayi hai. Alag-alag factory me race lagi hui hai.

Kota Factory Season 3 Dialogues

6. This is business.

End of the year hame bhi to ranks hi dikhane padenge na. Matter to hamare liye bhi result hi karega.

Kota Factory Season 3 Dialogues

7. Ye to socha hi nai.

Bina tayyari ke agar utare…….
Aur tujhe batayega kaun ki tu tayyar hai?

Kota Factory Season 3 Dialogues

8. After working so hard, not getting selected does lead to frustration.

Bhad me jaaye kya faltu ka drama laga rakha hai? Party party party…… Minku ka selection hua hai mera nai usse jaake maango na party.

Kota Factory Season 3 Dialogues

9. Tod-fod do.

Ek aakhiri baar jor laga do aur advance me tod-fod macha do.

Kota Factory Season 3 Dialogues

10. Jeetu bhaiya has won hearts again.

Sir mere liye har student matter karta hai. Wo rank laake de ya na de mujhe fark hi nahi padta sir. Maine AIMERS khola hi isi philosophy pe hai aur isi philosophy pe chalaunga.

Kota Factory Season 3 Dialogues

11. Feed your mind with good and clear words.

Dream nahi aim bolo. Dream bas dekhe jaate hai, Aim achieve kiya jaata hai.

Kota Factory Season 3 Dialogues

Kota Factory Season 3 dialogues are truly amazing and heart-touching.

Also Read – Sarfira Movie Dialogues and Quotes

Watch Trailer on YouTube

Best Dialogues from Kota Factory Season 2

1. Main shapath leta hun ki apne lakshay se kabhi nazar nahi hataunga. I will always be, proud to be a student of Maheshwari Classes.

2. – Kyu karna hai IIT, aisa kya hai IIT me?
– Dusra, dusra saal chal raha hai IIT preparation ka aur abhi aapko ye discuss karna hai ki hamko IIT kyu karna hai?

3. Main koi mock test nahi de raha. Bas ab ho gaya IIT se.

4. Ek saal ka drop nahi lena chahiye tha. Mere saare ke saare dost 2nd year me ghus rahe hai aur main college ki soch raha hun.

5. 90% aaye the phir bhi Maheshwari se dhakke maarke nikal diya tha iske baap ko.

6. Aap yaha 12th me aaye hain, already ek saal late. Aur toppers kabhi late start nahi karte.

7. Maheshwari me hum baccho ki complaint unke parents se nahi karte. Hum aise baccho ko admit hi nahi karte.

8. Sawal late pucha to sawal galat ho jaata hai kya?

9. Ajeeb se chitra ghumte rehte hai dimaag me, man ghabraata rehta hai.

10. At any given time 17% female population apne periods par hoti hai. And its not just a blood loss hormones bhi apne peak par hote hai. Aur aise me hame exams ki tayyari nahi kayi baar exams dene bhi padte hai.

11. Jitni bhi padhai kar lo exams me marks kam aate hai, confidence gir jaata hai. Ye sabko hota hai.

12. IIT isliye karo kyuki tough hai aur tough battle ladne me confidence aata hai life me.

Heart-warming Dialogues from Kota Factory Season 1

1. Kota, siksha ke chetra me desh-videsh me ye sheher apni pehchan kayam kar chuka hai.

2. – Kota aaya na tu, kyu?
– Padhne ke liye sir.
– Padh to tu ghar pe bhi sakta tha. Kota aisa kya karega?

3. Kya wajah hai ki tere jaisa naajuk-laachaar ladka beech semester me apna ghar, school sab chor ke Kota aa gaya?

4. Aaj ghar waalo ko call karke keh dena ki tumse IIT nahi hoga.

5. Khana nahi khayega to weakness ho jayegi. Weakness hoga phir beemar padega aur jo bacche pehle hafte me beemar padte hai na unke maata-pita unhe wapis le jaate hai. Phir wo kabhi IIT nahi kar paate hai.

6. – Bhai ye 3rd waala kar na yaar.
– This is too easy, don’t waste my time.

7. Kota mahaul deta hai saare students hai to compitition hai, focus hai to selection ho jaana chahiye.

8. Tu late hai isiliye thoda piche hai, par aakela nai hai, last moment tak ladenge IIT crack karenge. Thik hai?


Posted

in

,

by