Maharaj Movie Dialogues: 15 Craziest Lines

The famous Bollywood Khan Aamir Khan’s son, “Junaid Khan” marks the beginning of his career with his debut movie “Maharaj” on Netflix streaming from 21 June. So today we will talk about the Maharaj Movie Dialogues that you should definitely know before watching it.

The movie is based on a book written by Saurabh Shah under the same name. It revolves around the 1862 Maharaj libel case that was fought in Bombay High court. The film showcases the story of the famous journalist and social worker Karsan Das Mulji, who raised a voice against the societal derelictions, of that time.

Junaid Khan’s Maharaj Movie Dialogues

1. Ye agni me anaaj ko kyu daala?
Wo bhagwan tak pahuchta hai.
Agni ko bhagwan ka pata-pata hai?

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

2. Maa ghunghat kyu rakhti hau?
Unko dusro ki buri najar naa lage isiliye.
Aise ghunghat ka kya matlab jisse unko hi najar na aaye?

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

3. Main Karsandas Mulji. Janm se Vaishnav hu, karma se Brahmin, swabhav se Kshatriya hu aur dhay hai mera Shudra banna.
Isiliye jaha bhi gandgi dekhta hun use saaf karne ki koshish karta hun.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

4. Bhai thodi chatni le lu?
Shrap lagega, aachut hu.
Thodi chatni kya maang li, tune to jaat batadi.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

5. 1862, hukumat angrezon ki thi par maana jaata tha JJ ko.
JJ haveli ke mukhya maharaj.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

6. Bhagwan ki jagah hum hain na, Maharaj Jadunath, jaduo ke nath.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

7. Teen prakar ke seva hoti hai.
Apna man prabhu ko samarpit karna. Yaani mansik seva.
Apna dharma prabhu karya me lagana. Yaani pittja seva.
Aur apna tan prabhu ko samarpit karna. Yaani tanuja seva.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

8. Jo haveli me ho raha hai wo gairkanooni hai, ye sab logon ke saamne laana jaroori hai.
Court me milenge.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

Also Read – Mirzapur Season 3 Dialogues: 13 Best Lines and Quotes

9. I have given verdicts in over 200 cases.
Never seen people so involved in a case before.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

10. Gita par hath rakhkar aapko kasam khani hai ki court me jo bhi kahenge sach kahenge.
Maharaj kasme nahi khate, maharaj ke naam ki kasme khayi jaati hai.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

11. Hum itni uchai par hai ki koi mamuli Karsan hame chu bhi nahi sakta hai.

Maharaj Movie Dialogues

12. Us Das ko aisa sabak sikhayenge ki koi haveli ki taraf aankh utha kar nahi dekhega.

Maharaj Movie Dialogues

13. Jinke liye lad raha hu wohi dushman bane baithe ha. Kiske liye ladu main?
Har us aurat ke liye jiske gale me ek cheekh atki hai.

Maharaj Movie Dialogues

14. Meri ladai na haveli ke khilaf hai na kisi sampraday ke. Main aaj bhi bade dil se matha tekta hun haveli ke chaukhat par. Garv hai mujhe Vaishnav hone ka aur gussa hai har us wyakti par jo apne fayde ke liye iski garima aur asmita ko thes pahuchata hai.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

15. Jo 100 saalon se chala aa raha hai use aaj nahi badla to sadiyon tak chalega. Dharam guru ke sirf naam badlenge, kisse wohi rahenge.

Maharaj Movie Dialogues
Maharaj Movie Dialogues and Quotes

Must Read – Kota Factory Season 3 Dialogues and Quotes

Conclusion

The film has been facing strong controversies from the audience. The members of a Hindu group filed a petition to stop the release of the movie, raising an allegation for it to be offending religious feelings. Subsequently, it led to the delay of the release date, and finally the movie was released on Netflix, on 21st June 2024.

Despite the controversies, the film has been receiving good reviews, and the audience has been praising Junaid, saying, “Junaid Khan’s debut deserves more attention than controversies.”


Posted

in

, ,

by