the legend of hanuman

The Legend of Hanuman: 52 Best Dialogues from all Seasons

I don’t need to explain how important Lord Hanuman is to all of us. The animated series The Legend of Hanuman brings to light some captivating tales of Lord Mahadev’s incarnation and Lord Shri Rama’s greatest devotee, Bajrangbali, which fills us all with wonder. So, let’s explore some powerful quotes and dialogues from The Legend of Hanuman on Hotstar that will fill your heart with devotion and inspire a sense of courage.

The Legend of Hanuman Season 1 Dialogues and Quotes

1. Hum devo ka nirnay hai ki uchit samay aane tak uski shaktiya usse chin li jaaye. Shakti se mukti.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

2. Main Ram hun Ayodhya ka rajkumar. Meri dharm parni ka kisi ne apaharan kiya hai, Maharaj Sugreev.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

3. Main vada karta hun Rajkumari Sita ko paatal se bhi dhundhakar unhe Shri Ram ko saunp dunga.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

4. Par is lagaam ko kasega kaun?

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

5. Pehle aa jaata swami to sara maja main aakele hi loot leta.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

6. – Kaun ho tum?
– Main hun Hanuman.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

7. Uski umra, uska anubhav sabse kam. Lakin ranbhumi me saahas aur bahaduri sabse adhik.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

8. Asim shakti ka bhandaar hai tumhare andar. Aur tum ho ki apni hi taqat se anjaan.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

9. Hanuman ki pehchan sirf ye gada nahi.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

10. Ho gaya? Ab meri baari.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

Related Article: Ratan Tata Quotes: 21 Most Inspiring and Motivating Lines

The Legend of Hanuman Season 2 Dialogues and Quotes

1. Ye kahani kaal ke chakravyuh me janme aise hi do yuddhao ki hai. Ek jiske ant ka hone wala hai aarambh. Aur dusra wo jiske aarambh ka koi ant nahi.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

2. Rakshas samrat Raavan hun. Jo na kisi dev ko maanta hai aur na kisi bhay ko jaanta hai.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

3. Pawan Putra Hanuman hun main.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

4. Samay aane par meri Sita ko mujh tak wapas le aaoge.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

5. – Aapko mujhse aasha hai?
– Utni jitni tumhe apne aap se nahi.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

6. Hanuman ki chunautiya ab badhne wali hai. Uski pehchan to badal gayi hai par ab is nayi pehchan ko use pehchanna hoga.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

7. – Tumme aur mujhme jyada antar nahi. Jis marg par main kooso chala hun….
– Hamare marg ek kabhi nahi ho sakte.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

8. Waise to mujhe tumhare muh lagne ka koi shaukh nahi hai. Par yahi chunauti hai to…..

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

9. Ye jo tum dekh rahe ho ye sirf ek jhalki hai us aane wale hahakaar ki.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

Also Read: Lord Krishna Quotes: 15 Lessons from Bhagavad Gita

The Legend of Hanuman Season 3 Dialogues and Quotes

1. Namaste, Lanka.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

2. Akshay ke praan lene wala ek vaanar nahi ho sakta.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

3. Indrajeet ke brahmastra se bachne wala ek vaanar nahi ho sakta.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

4. – Bol kaun hai tu?
– Hanuman hun main. Pawan Putra Hanuman.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

5. Ye yug hai yaatna ka, aatank ka, vidhwans ka. Ye yug hai mera, Raavan ka. Hai koi jo mujhe rok sake? Hai koi mahabali?

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

6. Raavan aur vaanar dono samaan akshar se bane shabd hai. Par aksharo ke inhi her pher me dharam aur adharam ka antar chupa hai.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

7. Jo dharm ki raksha karta hai, dharm uski raksha karta hai.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

8. Mere jeevet rehte Sita yaha se kahi nahi jayegi. Chahe Lanka rakh kyu na ho jaaye.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

9. Hamara vachan hai devi Sita aur Shri Ram ka milan aur Raavan ka ant.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

10. Meri shaktiya roj badh rahi hai. Jambavan kaka kehte hai ki agar main unpar kaabo nahi karunga to wo mujhpar kar lengi.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

11. Tumme aur Raavan me kayi samanta hai. Raavan apne andar ke rakshas ko sweekar kar sarva shaktishali ban chuka hai. Tumhe apne andar ke vaanar ko sweekarna hai.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

12. Bechara Hanuman dorahe par khada hai. Jambavan ek disha dikhata hai, Vibhishan dusri.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

13. Maine jitna socha usse kahi adhik kar dikhaya tumne Hanuman. Baki mujhpar chor do.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

14. – Apni poori sena ka bal to laga chuka hai wo. Ab kaun bacha hai?
– Wo jo aakela puri sena ke barabar hai.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

15. Uski neend Brahma ka diya ek vardaan hai. Mera dusra bhai Kumbhakaran.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

Further Reading: Top Indian YouTube Podcasters: 17 Best Channels for You

The Legend of Hanuman Season 4 Dialogues and Quotes

1. Thak gaya hun yudh ke niyamo ka paalan karte-karte. Ub gaya hun ise do barabari ke shatruo ka sangram maante. Kumbhkaran ko jagane ka samay aa gaya hai.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

2. Iske liye jagaya tha mujhe? Koi nahi tumme se jo mujhe takkar de sake.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

3. – Saare vaanar ranbhumi chorkar bhag rahe hai bhaiya.
– Saare nahi Laxman. Wo dekho, Hanuman.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

4. – Apne bhaiya ko tumhara kata sar bhet karunga.
– Aisi ghisi-piti dhamki. Lagta hai bohot samay se so rahe the.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

5. – Use harana asambhav hai.
– Kathin hoga.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

6. Jambavan kaka ne samjhaya tha man ka manthan karo. Ram…. Ram…..

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

7. Ye yudh man aur ran dono par ladte rehna padega Hanuman.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

8. Hanuman, isne apne andar ke sarva shaktishali yoddha ko jaga diya hai. Aur ban gaya haj gyaan gun saagar.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

9. – Laut jao.
– Bina Sita mata ke kabhi nahi.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

Read More: Ranveer Allahbadia’s Best Podcasts: 25 episodes you can’t miss

The Legend of Hanuman Season 5 Dialogues and Quotes

1. Ek sadharan vaanar tha main, Shri Ram mere jivan me aaye aur mere bhitar so rahe kayi aise paksha jagaye jinke baare me main jaanta tak nahi tha.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

2. Shri Ram ke liye aakash-paatal ek kar sakta hun.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

3. 14 bhavano me vibhajit hai ye brahmand. Inme dharti se sabse dur hai paatal lok.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

4. Main ahi Raavan. Ram aur Laxman ki bali se mujhe jo shaktiya milengi unse main pitaji ka singhasan cheen kar Lanka par raj karunga. Aur phir pure brahmand par.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

5. Samay kam hai aur daav par bohot kuch.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

6. Main paatal lok ke swami ko uske bill se nikalta hun.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

7. Main paatal lok ka swami nahi, swaym paatal lok hun.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

8. Inhone mere bhai ka vadh kiya, ab ye Raavan ki dahaad sunenge.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

9. Paap ka ghada pita bhare ya putra use fodne main awashya aaonga.

The Legend of Hanuman Dialogues and Quotes

Watch it on Disney+ Hotstar

Continue Reading: 10 Best YouTube Channels for Stock Market Traders, Investors

Conclusion

Disney+ Hotstar’s special animated epic The Legend of Hanuman currently has a total of 5 seasons with 39 episodes, and its fifth season already released on October 25.

This remarkable series, known for its animation, story, music, and voice artistry, was created by Sharad Devarajan, Charuvi Agrawal, and Jeevan J. Kang.

The story was written by Sharad Devarajan, Sarwat Chaddha, Arshad Syed, and Ashwin Pande, while it was directed by Jeevan J. Kang and Navin John.

Voice artists are the soul of any animated show, and The Legend of Hanuman excels in this as well. Sharad Kelkar has narrated the series and also voiced Ravana. Damandeep Singh Bagga has lent his voice to Hanuman, while Sanket Mhatre (for Lord Rama) and Surbhi Pandey (for Sita) are also heard in this series.


Posted

in

,

by